Gumnaam Rahon mein goom ho jaun to kya fark padta hai,
Mai sabse door bhi ho jau to kya fark padta hai,
Manga nahi kisi ne apne aksh ki tarah,
Toot ke bikhar bhi jaun to kya fark padta hai,
Bahoot door jane ki chahat hai ab,
Laut kar na aaun to kya fark padta hai.